Yourap Ke Kargason Ko Nahin Hai Abho KhabarHai Kitni Zahernaak Abyssinia Ki Lash
Hone Ko Hai Ye Muda-e-Dairina Qash Qash!ehzeeb Ka Kamal Sharafat Ka Hai Zawal
Gharatgari Jahan Mein Hai Aqwam Ki MaashHar Gurg Ko Hai Barah-e-Maasoom Ki Talash!
Ae Waye Aabrooye Kaleesa Ka AeenaRoma Ne Kar Diya Sar-e-Bazar Pash Pash