رمزِ زندگیRamz E Zindagi

انتداب

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 5 sher · Roman Urdu ke saath

Kahan Farishta-e-Tehzeeb Ki Zaroorat HaiNahin Zamana-e-Hazir Ko Iss Mein Dushwari
Jahan-e-Qimaar Nahin, Zan Tunk Labas NahinJahan Haraam Batate Hain Shughal-e-Mai Khwari
Badan Mein Gharche Hai Ek Rooh-e-Na-Shakeeb-o-UmeeqTareeqa-e-Ab-o-Jad Se Nahin Hai Bezari
Jusoor-o-Zeerak-o-Purdam Hai Bacha-e-BadwiNahin Hai Fiaz-e-Makatib Ka Chashma Jari
Nazarwaran-e-Farangi Ka Hai Yehi FatwaWoh Sarzameen Mein Madniyat Se Hai Abhi Aari!