سياسي پيشوا
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Umeed Kya Hai Siasat Ke Paishwaon SeYe Khakbaz Hain, Rakhte Hain Khak Se Pewand
Hamesha Moor-o-Magas Par Nigah Hai Un KiJahan Mein Hai Sift-e-Ankuboot Un Ki Kumand
Khausha Woh Qafla, Jis Ke Ameer Ki Hai MataaTakhiyyul-e-Malkooti-o-Jazba Haye Buland