امید کیا ہے سیاست کے پیشواؤں سےیہ خاک باز ہیں ، رکھتے ہیں خاک سے پیوندUmeed Kya Hai Siasat Ke Paishwaon SeYe Khakbaz Hain, Rakhte Hain Khak Se PewandUmeedعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہمیشہ مور و مگس پر نگاہ ہے ان کیجہاں میں صفت عنکبوت ان کی کمندHamesha Moor-o-Magas Par Nigah Hai Un KiJahan Mein Hai Sift-e-Ankuboot Un Ki Kumandعلامہ اقبالAllama Iqbal
خوشا وہ قافلہ ، جس کے امیر کی ہے متاعتخیل ملکوتی و جذبہ ہائے بلندKhausha Woh Qafla, Jis Ke Ameer Ki Hai MataaTakhiyyul-e-Malkooti-o-Jazba Haye Bulandعلامہ اقبالAllama Iqbal
آرزو ہے مجھے اک شخص سے ملنے کی بہتنام کیا لوں کوئی اللہ کا بندا ہوگاaarzū hai mujhe ik shaḳhs se milne kī bahutnaam kyā luuñ koī allāh kā bandā hogāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہے مجھے بعد از سوال بوسہ خواہش وصل کییہ تمنا ایک اس سائل کے دل میں اور ہےhai mujhe bād-az-savāl-e-bosa ḳhvāhish vasl kīye tamannā ek is saa.il ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
وصل کا اس کے دل زار تمنائی ہےنہ ملاقات ہے جس سے نہ شناسائی ہےvasl kā us ke dil-e-zār tamannā.ī haina mulāqāt hai jis se na shanāsā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali