حقيقت ازلي ہے رقابت اقوام
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Haqiqat-e-Azali Hai Raqabat-e-AqwamNigah-e-Peer-e-Falak Mein Na Main Aziz, Na Tu
Khudi Mein Doob, Zamane Se Na-Umeed Na HoKe Iss Ka Zakhm Hai Darparda Ehtimam-e-Rafu
Rahe Gat U Hi Jahan Mein Yagana-o-YaktaUtr Gya Jo Tere Dil Mein ‘La Shareeka Lahu’