بے جرات رندانہ ہر عشق ہے روباہي
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath
Be Juraat-e-Rindana Har Ishq Hai RubahiBazoo Hai Qawi Jis Ka, Woh Ishq Yadullahi
Jo Sakhti-e-Manzil Ko Saman-e-Safar SamjheAe Waye Tan Asani ! Na-Paid Hai Woh Raahi
Wehshat Na Samajh Iss Ko Ae Mard-e-Maidani !Kuhsaar Ki Khalwat Hai Taleem-e-Khud Aagahi
Dunya Hai Rawayati, Uqba Hai ManajatiDarbaz Do-Alam Ra, Aeen Ast Shehanshahi !