امين راز ہے مردان حر کي درويشي
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 5 sher · Roman Urdu ke saath
Ameen-e-Raaz Hai Mardan-e-Hur Ki DarveshiKe Jibraeel (A.S.) Se Hai Iss Ko Nisbat-e-Khoweshi
Kise Khabar Ke Safinay Dobo Chuki KitneFaqeeh-o-Sufi-o-Shayar Ki Na-Khush Andeshi
Nigah-e-Garam Ke Sheron Ke Jis Se Hosh Urh JaenNa Aah-e-Sard Ke Hai Gosafandi-o-Maishi
Tabeeb-e-Ishq Ne Dekha Mujhe To FarmayaTera Marz Hai Faqat Arzoo Ki Be-Naishi
Woh Shay Kuch Aur Hai Kehte Hain Jaan-e-Paak JiseYe Rang-o-Nam, Ye Lahoo, Aab-o-Naa Ki Hai Baishi