کي حق سے فرشتوں نے اقبال کي غمازي
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Ki Haq Se Farishton Ne Iqbal Ki GhammaziGustakh Hai, Karta Hai Fitrat Ki Hina Bandi
Khaki Hai Magar Iss Ke Andaz Hain AflakiRumi Hai Na Shami Hai, Kashi Na Samarqandi
Sikhlayi Farishton Ko Adam Ki Tarap Iss NeAdam Ko Sikhata Hai Adaab-e-Khudawandi!