چاہتا تھا بہت سی باتوں کومگر افسوس اب وہ جی ہی نہیںchāhtā thā bahut sī bātoñ komagar afsos ab vo jī hī nahīñIshqاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
چرخ سے کچھ امید تھی ہی نہیںآرزو میں نے کوئی کی ہی نہیںcharḳh se kuchh umiid thī hī nahīñaarzū maiñ ne koī kī hī nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
مذہبی بحث میں نے کی ہی نہیںفالتو عقل مجھ میں تھی ہی نہیںmaz.habī bahas maiñ ne kī hī nahīñfāltū aql mujh meñ thī hī nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
جرأت عرض حال کیا ہوتینظر لطف اس نے کی ہی نہیںjur.at-e-arz-e-hāl kyā hotīnazar-e-lutf us ne kī hī nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
اس مصیبت میں دل سے کیا کہتاکوئی ایسی مثال تھی ہی نہیںis musībat meñ dil se kyā kahtākoī aisī misāl thī hī nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
دانش و دین و علم و فن بندگی ہوس تمامعشق گرہ کشاے کا فیض نہیں ہے عام ابھیDanish-e-Deen-o-Ilm-o-Fan Bandagi-e-Hawas TamamIshq-e-Garah Kushaye Ka Faiz Nahin Hai Aam Abhiعلامہ اقبالAllama Iqbal
خوشا وہ جان جسے دی گئی امانت عشقرہے وہ دل جسے اپنا بنا کے لوٹ لیاḳhushā vo jaan jise dī ga.ī amānat-e-ishqrahe vo dil jise apnā banā ke luuT liyāجگر مرادآبادیJigar Moradabadi