جرأت عرض حال کیا ہوتینظر لطف اس نے کی ہی نہیںjur.at-e-arz-e-hāl kyā hotīnazar-e-lutf us ne kī hī nahīñKhudiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
چرخ سے کچھ امید تھی ہی نہیںآرزو میں نے کوئی کی ہی نہیںcharḳh se kuchh umiid thī hī nahīñaarzū maiñ ne koī kī hī nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
مذہبی بحث میں نے کی ہی نہیںفالتو عقل مجھ میں تھی ہی نہیںmaz.habī bahas maiñ ne kī hī nahīñfāltū aql mujh meñ thī hī nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
چاہتا تھا بہت سی باتوں کومگر افسوس اب وہ جی ہی نہیںchāhtā thā bahut sī bātoñ komagar afsos ab vo jī hī nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
اس مصیبت میں دل سے کیا کہتاکوئی ایسی مثال تھی ہی نہیںis musībat meñ dil se kyā kahtākoī aisī misāl thī hī nahīñاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
کچھ پتا منزل مقصود کا پایا ہم نےجب یہ جانا کہ ہمیں طاقت رفتار نہیںkuchh patā manzil-e-maqsūd kā paayā ham nejab ye jaanā ki hameñ tāqat-e-raftār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
تو اپنی خودی کو کھو چکا ہےکھوئی ہوئی شے کی جستجو کرtū apnī ḳhudī ko kho chukā haikhoī huī shai kī justujū karعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہے صریر خامہ ریزش ہاۓ استقبال نازنامہ خود پیغام کو بال و پر پرواز ہےhai sarīr-e-ḳhāma rezish-hā-e-istiqbāl-e-nāznaama ḳhud paiġhām ko bāl-o-par-e-parvāz haiمرزا غالبMirza Ghalib