بازو دکھائے تم نے لگا کر ہزار ہاتھپورے پڑے تو وہ بھی بہت امتحاں کے ہیںbaazū dikhā.e tum ne lagā kar hazār haathpuure paḌe to vo bhī bahut imtihāñ ke haiñGhamداغؔ دہلویDagh Dehlvi
جلوے مری نگاہ میں کون و مکاں کے ہیںمجھ سے کہاں چھپیں گے وہ ایسے کہاں کے ہیںjalve mirī nigāh meñ kaun-o-makāñ ke haiñmujh se kahāñ chhupeñge vo aise kahāñ ke haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کھلتے نہیں ہیں راز جو سوز نہاں کے ہیںکیا پھوٹنے کے واسطے چھالے زباں کے ہیںkhulte nahīñ haiñ raaz jo soz-e-nihāñ ke haiñkyā phūTne ke vāste chhāle zabāñ ke haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کرتے ہیں قتل وہ طلب مغفرت کے بعدجو تھے دعا کے ہاتھ وہی امتحاں کے ہیںkarte haiñ qatl vo talab-e-maġhfirat ke ba.adjo the duā ke haath vahī imtihāñ ke haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
جس روز کچھ شریک ہوئی میری مشت خاکاس روز سے زمیں پہ ستم آسماں کے ہیںjis roz kuchh sharīk huī merī musht-e-ḳhākus roz se zamīñ pe sitam āsmāñ ke haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
مٹتا ہے فوت فرصت ہستی کا غم کوئیعمر عزیز صرف عبادت ہی کیوں نہ ہوmiTtā hai faut-e-fursat-e-hastī kā ġham koīumr-e-azīz sarf-e-ibādat hī kyuuñ na hoمرزا غالبMirza Ghalib
دل کو تڑپاتی ہے اب تک گرمی محفل کی یادجل چکا حاصل مگر محفوظ ہے حاصل کی یادDil Ko Tarpati Hai Ab Taak Garmi-E-Mehfil Ki YaadJal Chuka Hasil Magar Mehfooz Hai Hasil Ki Yaadعلامہ اقبالAllama Iqbal
دکھا کے جنبش لب ہی تمام کر ہم کونہ دے جو بوسہ تو منہ سے کہیں جواب تو دےdikhā ke jumbish-e-lab hī tamām kar ham kona de jo bosa to muñh se kahīñ javāb to deمرزا غالبMirza Ghalib