ڈرتا ہوں دیکھ کر دل بے آرزو کو میںسنسان گھر یہ کیوں نہ ہو مہمان تو گیاDartā huuñ dekh kar dil-e-be-ārzū ko maiñsunsān ghar ye kyuuñ na ho mehmān to gayāUmeedداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خاطر سے یا لحاظ سے میں مان تو گیاجھوٹی قسم سے آپ کا ایمان تو گیاḳhātir se yā lihāz se maiñ maan to gayājhūTī qasam se aap kā īmān to gayāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
دل لے کے مفت کہتے ہیں کچھ کام کا نہیںالٹی شکایتیں ہوئیں احسان تو گیاdil le ke muft kahte haiñ kuchh kaam kā nahīñulTī shikāyateñ huiiñ ehsān to gayāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کیا آئے راحت آئی جو کنج مزار میںوہ ولولہ وہ شوق وہ ارمان تو گیاkyā aa.e rāhat aa.ī jo kunj-e-mazār meñvo valvala vo shauq vo armān to gayāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
دیکھا ہے بت کدے میں جو اے شیخ کچھ نہ پوچھایمان کی تو یہ ہے کہ ایمان تو گیاdekhā hai but-kade meñ jo ai shaiḳh kuchh na pūchhīmān kī to ye hai ki īmān to gayāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
طبیب عشق نے دیکھا مجھے تو فرمایاترا مرض ہے فقط آرزو کی بے نیشیTabeeb-e-Ishq Ne Dekha Mujhe To FarmayaTera Marz Hai Faqat Arzoo Ki Be-Naishiعلامہ اقبالAllama Iqbal
حسرت ہے اس کے دیکھنے کی دل میں بے قیاساغلب کہ میری آنکھیں رہیں باز میرے بعدhasrat hai is ke dekhne kī dil meñ be-qayāsaġhlab ki merī āñkheñ raheñ baaz mere ba.adمیر تقی میرMir Taqi Mir