شب وصل لیں ان کی اتنی بلائیںکہ ہمدم مرے ہاتھ ہی جانتے ہیںshab-e-vasl liiñ un kī itnī balā.eñki hamdam mire haath hī jānte haiñMautDostiRaatداغؔ دہلویDagh Dehlvi
مزے عشق کے کچھ وہی جانتے ہیںکہ جو موت کو زندگی جانتے ہیںmaze ishq ke kuchh vahī jānte haiñki jo maut ko zindagī jānte haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
نہ ہو دل تو کیا لطف آزار و راحتبرابر خوشی ناخوشی جانتے ہیںna ho dil to kyā lutf-e-āzār-o-rāhatbarābar ḳhushī nā-ḳhushī jānte haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
جو ہے میرے دل میں انہیں کو خبر ہےجو میں جانتا ہوں وہی جانتے ہیںjo hai mere dil meñ unhīñ ko ḳhabar haijo maiñ jāntā huuñ vahī jānte haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
پڑا ہوں سر بزم میں دم چرائےمگر وہ اسے بے خودی جانتے ہیںpaḌā huuñ sar-e-bazm maiñ dam churā.emagar vo ise be-ḳhudī jānte haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
دیکھنا حالت مرے دل کی ہم آغوشی کے وقتہے نگاہ آشنا تیرا سر ہر مو مجھےdekhnā hālat mire dil kī ham-āġhoshī ke vaqthai nigāh-e-āshnā terā sar-e-har-mū mujheمرزا غالبMirza Ghalib
بسکہ میں افسردہ دل ہوں ، درخور محفل نہیںتو مرے قابل نہیں ہے ، میں ترے قابل نہیںBas Ke Main Afsurda Dil Hun, Dar Khor-e-Mehfil Mehfil NahinTu Mere Qabil Nahin Hai, Main Tere Qabil Nahinعلامہ اقبالAllama Iqbal