جس قدر میں نے تجھ سے خواہش کیاس سے مجھ کو سوا دیا تو نےjis qadar maiñ ne tujh se ḳhvāhish kīis se mujh ko sivā diyā tū neUmeedداغؔ دہلویDagh Dehlvi
سبق ایسا پڑھا دیا تو نےدل سے سب کچھ بھلا دیا تو نےsabaq aisā paḌhā diyā tū nedil se sab kuchh bhalā diyā tū neداغؔ دہلویDagh Dehlvi
ہم نکمے ہوئے زمانے کےکام ایسا سکھا دیا تو نےham nikamme hue zamāne kekaam aisā sikhā diyā tū neداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کچھ تعلق رہا نہ دنیا سےشغل ایسا بتا دیا تو نےkuchh ta.alluq rahā na duniyā seshaġhl aisā batā diyā tū neداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کس خوشی کی خبر سنا کے مجھےغم کا پتلا بنا دیا تو نےkis ḳhushī kī ḳhabar sunā ke mujheġham kā putlā banā diyā tū neداغؔ دہلویDagh Dehlvi
طبیب عشق نے دیکھا مجھے تو فرمایاترا مرض ہے فقط آرزو کی بے نیشیTabeeb-e-Ishq Ne Dekha Mujhe To FarmayaTera Marz Hai Faqat Arzoo Ki Be-Naishiعلامہ اقبالAllama Iqbal
حسرت ہے اس کے دیکھنے کی دل میں بے قیاساغلب کہ میری آنکھیں رہیں باز میرے بعدhasrat hai is ke dekhne kī dil meñ be-qayāsaġhlab ki merī āñkheñ raheñ baaz mere ba.adمیر تقی میرMir Taqi Mir