صورت کو تیری دیکھ کے کھنچتی ہے جان خلقدل اپنا تھام تھام کے بہزاد رہ گیاsūrat ko terī dekh ke khiñchtī hai jān-e-ḳhalqdil apnā thaam thaam ke bahzād rah gayāDuniyaداغؔ دہلویDagh Dehlvi
باقی جہاں میں قیس نہ فرہاد رہ گیاافسانہ عاشقوں کا فقط یاد رہ گیاbaaqī jahāñ meñ qais na farhād rah gayāafsāna āshiqoñ kā faqat yaad rah gayāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
یہ سخت جاں تو قتل سے ناشاد رہ گیاخنجر چلا تو بازوئے جلاد رہ گیاye saḳht-jāñ to qatl se nāshād rah gayāḳhanjar chalā to bāzū-e-jallād rah gayāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
پابندیوں نے عشق کی بیکس رکھا مجھےمیں سو اسیریوں میں بھی آزاد رہ گیاpābandiyoñ ne ishq kī bekas rakhā mujhemaiñ sau asīrīyoñ meñ bhī āzād rah gayāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
چشم صنم نے یوں تو بگاڑے ہزار گھراک کعبہ چند روز کو آباد رہ گیاchashm-e-sanam ne yuuñ to bigāḌe hazār gharik ka.aba chand roz ko ābād rah gayāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
نہ تخم 'لا الہ' تیری زمین شور سے پھوٹازمانے بھر میں رسوا ہے تری فطرت کی نازائیNa Tukhm-e-‘La Ilaha’ Teri Zameen-e-Shor Se PhootaZamane Bhar Mein Ruswa Hai Teri Fitrat Ki Nazayiعلامہ اقبالAllama Iqbal
جوئے سیماب رواں پھٹ کر پریشاں ہو گئیمضطرب بوندوں کی اک دنیا نمایاں ہو گئیJooye Seemab Rawan Phat Kar Preshan Ho GyiMuztarib Boondon Ki Ek Dunya Namayan Ho Gyiعلامہ اقبالAllama Iqbal