شہادت تھی مری قسمت میں جو دی تھی یہ خو مجھ کوجہاں تلوار کو دیکھا جھکا دیتا تھا گردن کوshahādat thī mirī qismat meñ jo dī thī ye ḳhū mujh kojahāñ talvār ko dekhā jhukā detā thā gardan koDuniyaمرزا غالبMirza Ghalib
قفس میں ہوں گر اچھا بھی نہ جانیں میرے شیون کومرا ہونا برا کیا ہے نوا سنجان گلشن کوqafas meñ huuñ gar achchhā bhī na jāneñ mere shevan komirā honā burā kyā hai navā-sanjān-e-gulshan koمرزا غالبMirza Ghalib
نہیں گر ہمدمی آساں نہ ہو یہ رشک کیا کم ہےنہ دی ہوتی خدایا آرزوئے دوست دشمن کوnahīñ gar hamdamī āsāñ na ho ye rashk kyā kam haina dī hotī ḳhudāyā ārzū-e-dost dushman koمرزا غالبMirza Ghalib
نہ نکلا آنکھ سے تیری اک آنسو اس جراحت پرکیا سینے میں جس نے خوں چکاں مژگان سوزن کوna niklā aañkh se terī ik aañsū us jarāhat parkiyā siine meñ jis ne ḳhūñ-chakāñ mizhgān-e-sozan koمرزا غالبMirza Ghalib
خدا شرمائے ہاتھوں کو کہ رکھتے ہیں کشاکش میںکبھی میرے گریباں کو کبھی جاناں کے دامن کوḳhudā sharmā.e hāthoñ ko ki rakhte haiñ kashākash meñkabhī mere garebāñ ko kabhī jānāñ ke dāman koمرزا غالبMirza Ghalib
تجھے تو وعدۂ دیدار ہم سے کرنا تھایہ کیا کیا کہ جہاں کو امیدوار کیاtujhe to vāda-e-dīdār ham se karnā thāye kyā kiyā ki jahāñ ko umīd-vār kiyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدا کی یاد میں محویت دل بادشاہی ہےمگر آساں نہیں ہے ساری دنیا کو بھلا دیناḳhudā kī yaad meñ mahviyat-e-dil bādshāhī haimagar āsāñ nahīñ hai saarī duniyā ko bhulā denāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi