قیامت ہے کہ سن لیلی کا دشت قیس میں آناتعجب سے وہ بولا یوں بھی ہوتا ہے زمانے میںqayāmat hai ki sun lailā kā dasht-e-qais meñ aanāta.ajjub se vo bolā yuuñ bhī hotā hai zamāne meñDuniyaمرزا غالبMirza Ghalib
دل نازک پہ اس کے رحم آتا ہے مجھے غالبنہ کر سرگرم اس کافر کو الفت آزمانے میںdil-e-nāzuk pe us ke rahm aatā hai mujhe 'ġhālib'na kar sargarm us kāfir ko ulfat āzmāne meñمرزا غالبMirza Ghalib
اڑ گئی یوں وفا زمانے سےکبھی گویا کسی میں تھی ہی نہیںuḌ ga.ī yuuñ vafā zamāne sekabhī goyā kisī meñ thī hī nahīñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خوش نما چیزیں ہیں بازار جہاں میں بے شمارایک نقد دل سے یارب مول کیا کیا لیجئےḳhush-numā chīzeñ haiñ bāzār-e-jahāñ meñ be-shumārek naqd-e-dil se yā-rab mol kyā kyā lījiyeاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہم کو خطرہ تھا کہ لوگوں میں تھا چرچا اور کچھبات خط آنے سے تیرے پر ہماری رہ گئیham ko ḳhatra thā ki logoñ meñ thā charchā aur kuchhbaat ḳhat aane se tere par hamārī rah ga.īبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar