مینائے مے ہے سرو نشاط بہار سےبال تدرو جلوۂ موج شراب ہےmīnā-e-mai hai sarv nashāt-e-bahār sebāl-e-tadrrav jalva-e-mauj-e-sharāb haiMai-kadaBaharمرزا غالبMirza Ghalib
رفتار عمر قطع رہ اضطراب ہےاس سال کے حساب کو برق آفتاب ہےraftār-e-umr qat-e-rah-e-iztirāb haiis saal ke hisāb ko barq āftāb haiمرزا غالبMirza Ghalib
زخمی ہوا ہے پاشنہ پاۓ ثبات کانے بھاگنے کی گوں نہ اقامت کی تاب ہےzaḳhmī huā hai pāshna pā-e-sabāt kāne bhāgne kī guuñ na iqāmat kī taab haiمرزا غالبMirza Ghalib
جاداد بادہ نوشی رنداں ہے شش جہتغافل گماں کرے ہے کہ گیتی خراب ہےjādād-e-bāda-noshī-e-rindāñ hai shash-jihatġhāfil gumāñ kare hai ki getī ḳharāb haiمرزا غالبMirza Ghalib
نظارہ کیا حریف ہو اس برق حسن کاجوش بہار جلوے کو جس کے نقاب ہےnazzāra kyā harīf ho us barq-e-husn kājosh-e-bahār jalve ko jis ke naqāb haiمرزا غالبMirza Ghalib
خالی شراب عشق سے لالے کا جام ہوپانی کی بوند گریہء شبنم کا نام ہوKhali Sharab-e-Ishq Se Lale Ka Jam HoPani Ki Boond Girya-e-Shabnam Ka Naam Hoعلامہ اقبالAllama Iqbal
شرح ہنگامۂ ہستی ہے زہے موسم گلرہبر قطرہ بہ دریا ہے خوشا موج شرابsharh-e-hañgāma-e-hastī hai zahe mausam-e-gulrah-bar-e-qatrā-ba-dariyā hai ḳhoshā mauj-e-sharābمرزا غالبMirza Ghalib