میں نا مراد دل کی تسلی کو کیا کروںمانا کہ تیرے رخ سے نگہ کامیاب ہےmaiñ nā-murād dil kī tasallī ko kyā karūñmaanā ki tere ruḳh se nigah kāmyāb haiHusnمرزا غالبMirza Ghalib
رفتار عمر قطع رہ اضطراب ہےاس سال کے حساب کو برق آفتاب ہےraftār-e-umr qat-e-rah-e-iztirāb haiis saal ke hisāb ko barq āftāb haiمرزا غالبMirza Ghalib
مینائے مے ہے سرو نشاط بہار سےبال تدرو جلوۂ موج شراب ہےmīnā-e-mai hai sarv nashāt-e-bahār sebāl-e-tadrrav jalva-e-mauj-e-sharāb haiمرزا غالبMirza Ghalib
زخمی ہوا ہے پاشنہ پاۓ ثبات کانے بھاگنے کی گوں نہ اقامت کی تاب ہےzaḳhmī huā hai pāshna pā-e-sabāt kāne bhāgne kī guuñ na iqāmat kī taab haiمرزا غالبMirza Ghalib
جاداد بادہ نوشی رنداں ہے شش جہتغافل گماں کرے ہے کہ گیتی خراب ہےjādād-e-bāda-noshī-e-rindāñ hai shash-jihatġhāfil gumāñ kare hai ki getī ḳharāb haiمرزا غالبMirza Ghalib
رہا بلا میں بھی میں مبتلائے آفت رشکبلائے جاں ہے ادا تیری اک جہاں کے لیےrahā balā meñ bhī maiñ mubtala-e-āfat-e-rashkbalā-e-jāñ hai adā terī ik jahāñ ke liyeمرزا غالبMirza Ghalib
نگاہیں تاک میں رہتی تھیں لیکن کیمیاگر کیوہ اس نسخے کو بڑھ کر جانتا تھا اسم اعظم سےNigahain Taak Mein Rehti Then Lekin Keemiya-Gar KiWoh Iss Nuskhe Ko Barh Kar Janta Tha Ism-e-Azam Seعلامہ اقبالAllama Iqbal