سبزہ و گل کہاں سے آئے ہیںابر کیا چیز ہے ہوا کیا ہےsabza o gul kahāñ se aa.e haiñabr kyā chiiz hai havā kyā haiBaharمرزا غالبMirza Ghalib
دل ناداں تجھے ہوا کیا ہےآخر اس درد کی دوا کیا ہےdil-e-nādāñ tujhe huā kyā haiāḳhir is dard kī davā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
ہم ہیں مشتاق اور وہ بیزاریا الہی یہ ماجرا کیا ہےham haiñ mushtāq aur vo be-zāryā ilāhī ye mājrā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
میں بھی منہ میں زبان رکھتا ہوںکاش پوچھو کہ مدعا کیا ہےmaiñ bhī muñh meñ zabān rakhtā huuñkaash pūchho ki mudda.ā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
جب کہ تجھ بن نہیں کوئی موجودپھر یہ ہنگامہ اے خدا کیا ہےjab ki tujh bin nahīñ koī maujūdphir ye hañgāma ai ḳhudā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
جب اس رخ پر نور کا جلوہ نظر آیاکعبہ نظر آیا نہ کلیسا نظر آیاjab us ruḳh-e-pur-nūr kā jalva nazar aayāka.aba nazar aayā na kalīsā nazar aayāجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
صبح موج نسیم گلشن کونفس جاں فزا دیا تو نےsub.h mauj nasīm gulshan konafas-e-jāñ-fazā diyā tū neداغؔ دہلویDagh Dehlvi
باغ پا کر خفقانی یہ ڈراتا ہے مجھےسایۂ شاخ گل افعی نظر آتا ہے مجھےbaaġh pā kar ḳhafaqānī ye Darātā hai mujhesāya-e-shāḳh-e-gul af.ī nazar aatā hai mujheمرزا غالبMirza Ghalib
شبنم کی طرح پھولوں پہ رو اور چمن سے چلاس باغ میں قیام کا سودا بھی چھوڑ دےshabnam kī tarah phūloñ pe ro aur chaman se chalis baaġh meñ qayām kā saudā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal