دل نہیں تجھ کو دکھاتا ورنہ داغوں کی بہاراس چراغاں کا کروں کیا کار فرما جل گیاdil nahīñ tujh ko dikhātā varna dāġhoñ kī bahāris charāġhāñ kā karūñ kyā kār-farmā jal gayāGhamBaharRaatمرزا غالبMirza Ghalib
دل مرا سوز نہاں سے بے محابا جل گیاآتش خاموش کی مانند گویا جل گیاdil mirā soz-e-nihāñ se be-muhābā jal gayāātish-e-ḳhāmosh kī mānind goyā jal gayāمرزا غالبMirza Ghalib
دل میں ذوق وصل و یاد یار تک باقی نہیںآگ اس گھر میں لگی ایسی کہ جو تھا جل گیاdil meñ zauq-e-vasl o yād-e-yār tak baaqī nahīñaag is ghar meñ lagī aisī ki jo thā jal gayāمرزا غالبMirza Ghalib
میں عدم سے بھی پرے ہوں ورنہ غافل بارہامیری آہ آتشیں سے بال عنقا جل گیاmaiñ adam se bhī pare huuñ varna ġhāfil bār-hāmerī āh-e-ātishīñ se bāl-e-anqā jal gayāمرزا غالبMirza Ghalib
عرض کیجے جوہر اندیشہ کی گرمی کہاںکچھ خیال آیا تھا وحشت کا کہ صحرا جل گیاarz kiije jauhar-e-andesha kī garmī kahāñkuchh ḳhayāl aayā thā vahshat kā ki sahrā jal gayāمرزا غالبMirza Ghalib
شام جس کی آشنائے نالہء 'یا رب' نہیںجلوہ پیرا جس کی شب میں اشک کے کوکب نہیںShaam Jis Ki Ashnaye Naala-e-‘Ya Rab’ NahinJalwa Pera Jis Ki Shab Mein Ashak Ke Kokab Nahinعلامہ اقبالAllama Iqbal
چھوڑ کر جانا تن مجروح عاشق حیف ہےدل طلب کرتا ہے زخم اور مانگے ہیں اعضا نمکchhoḌ kar jaanā tan-e-majrūh-e-āshiq haif haidil talab kartā hai zaḳhm aur māñge haiñ a.azā namakمرزا غالبMirza Ghalib