تا کجا افسوس گرمی ہاۓ صحبت اے خیالدل بہ سوز آتش داغ تمنا جل گیاtā kujā afsos-e-garmī-hā-e-sohbat ai ḳhayāldil ba-soz-e-ātish-e-dāġh-e-tamannā jal gayāUmeedمرزا غالبMirza Ghalib
دل مرا سوز نہاں سے بے محابا جل گیاآتش خاموش کی مانند گویا جل گیاdil mirā soz-e-nihāñ se be-muhābā jal gayāātish-e-ḳhāmosh kī mānind goyā jal gayāمرزا غالبMirza Ghalib
دل میں ذوق وصل و یاد یار تک باقی نہیںآگ اس گھر میں لگی ایسی کہ جو تھا جل گیاdil meñ zauq-e-vasl o yād-e-yār tak baaqī nahīñaag is ghar meñ lagī aisī ki jo thā jal gayāمرزا غالبMirza Ghalib
میں عدم سے بھی پرے ہوں ورنہ غافل بارہامیری آہ آتشیں سے بال عنقا جل گیاmaiñ adam se bhī pare huuñ varna ġhāfil bār-hāmerī āh-e-ātishīñ se bāl-e-anqā jal gayāمرزا غالبMirza Ghalib
عرض کیجے جوہر اندیشہ کی گرمی کہاںکچھ خیال آیا تھا وحشت کا کہ صحرا جل گیاarz kiije jauhar-e-andesha kī garmī kahāñkuchh ḳhayāl aayā thā vahshat kā ki sahrā jal gayāمرزا غالبMirza Ghalib
آرزو ہے مجھے اک شخص سے ملنے کی بہتنام کیا لوں کوئی اللہ کا بندا ہوگاaarzū hai mujhe ik shaḳhs se milne kī bahutnaam kyā luuñ koī allāh kā bandā hogāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہے مجھے بعد از سوال بوسہ خواہش وصل کییہ تمنا ایک اس سائل کے دل میں اور ہےhai mujhe bād-az-savāl-e-bosa ḳhvāhish vasl kīye tamannā ek is saa.il ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
وصل کا اس کے دل زار تمنائی ہےنہ ملاقات ہے جس سے نہ شناسائی ہےvasl kā us ke dil-e-zār tamannā.ī haina mulāqāt hai jis se na shanāsā.ī haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali