عزلت گزین بزم ہیں واماندگان دیدمینائے مے ہے آبلہ پائے نگاہ کاuzlat-guzīn-e-bazm haiñ vāmāñdagān-e-dīdmīnā-e-mai hai aabla pā-e-nigāh kāHusnMai-kadaمرزا غالبMirza Ghalib
غافل بہ وہم ناز خود آرا ہے ورنہ یاںبے شانۂ صبا نہیں طرہ گیاہ کاġhāfil ba-vahm-e-nāz ḳhud-ārā hai varna yaañbe-shāna-e-sabā nahīñ turra gayāh kāمرزا غالبMirza Ghalib
بزم قدح سے عیش تمنا نہ رکھ کہ رنگصید ز دام جستہ ہے اس دام گاہ کاbazm-e-qadah se aish-e-tamannā na rakh ki rañgsaid-e-ze-dām-e-jasta hai us dām-gāh kāمرزا غالبMirza Ghalib
رحمت اگر قبول کرے کیا بعید ہےشرمندگی سے عذر نہ کرنا گناہ کاrahmat agar qubūl kare kyā ba.iid haisharmindagī se uzr na karnā gunāh kāمرزا غالبMirza Ghalib
مقتل کو کس نشاط سے جاتا ہوں میں کہ ہےپر گل خیال زخم سے دامن نگاہ کاmaqtal ko kis nashāt se jaatā huuñ maiñ ki haipur-gul ḳhayāl-e-zaḳhm se dāman nigāh kāمرزا غالبMirza Ghalib
رہا بلا میں بھی میں مبتلائے آفت رشکبلائے جاں ہے ادا تیری اک جہاں کے لیےrahā balā meñ bhī maiñ mubtala-e-āfat-e-rashkbalā-e-jāñ hai adā terī ik jahāñ ke liyeمرزا غالبMirza Ghalib
نگاہیں تاک میں رہتی تھیں لیکن کیمیاگر کیوہ اس نسخے کو بڑھ کر جانتا تھا اسم اعظم سےNigahain Taak Mein Rehti Then Lekin Keemiya-Gar KiWoh Iss Nuskhe Ko Barh Kar Janta Tha Ism-e-Azam Seعلامہ اقبالAllama Iqbal