جنوں کار فرما ہوا چاہتا ہےقدم دشت پیما ہوا چاہتا ہےjunūñ kār-farmā huā chāhtā haiqadam dasht paimā huā chāhtā haiIshqالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
دم گریہ کس کا تصور ہے دل میںکہ اشک اشک دریا ہوا چاہتا ہےdam-e-girya kis kā tasavvur hai dil meñki ashk ashk dariyā huā chāhtā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
خط آنے لگے شکوہ آمیز ان کےملاپ ان سے گویا ہوا چاہتا ہےḳhat aane lage shikva-āmez un kemilāp un se goyā huā chāhtā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
بہت کام لینے تھے جس دل سے ہم کووہ صرف تمنا ہوا چاہتا ہےbahut kaam lene the jis dil se ham kovo sarf-e-tamannā huā chāhtā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ابھی لینے پائے نہیں دم جہاں میںاجل کا تقاضا ہوا چاہتا ہےabhī lene paa.e nahīñ dam jahāñ meñajal kā taqāzā huā chāhtā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
کھینچ لے اول ہی سے دل کی عنان اختیارتو نے گر اے عاشق دلگیر پھر کھینچی تو کیاkhīñch le avval hī se dil kī inān-e-iḳhtiyārtū ne gar ai āshiq-e-dil-gīr phir khīñchī to kyāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پس مرگ ان پر کھلا حال الفتگئی لے کے روح اپنی پیغام دل کاpas-e-marg un par khulā hāl-e-ulfatga.ī le ke ruuh apnī paiġhām dil kāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
کیا تجھ عشق نے عالم کوں مجنوںمجھے تجھ رشک لیلی کی قسم ہےkiyā tujh ishq ne aalam kuuñ majnūñmujhe tujh rashk-e-lailā kī qasam haiولی دکنیWali Dakani
اور تدبیر کو نہیں کچھ دخلعشق کے درد کی دوا ہے عشقaur tadbīr ko nahīñ kuchh daḳhlishq ke dard kī davā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir