دلالہ نے امید دلائی تو ہے لیکندیتے نہیں کچھ دل کو تسلی یہ دلاسےdallāla ne ummīd dilā.ī to hai lekindete nahīñ kuchh dil ko tasallī ye dilāseUmeedالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
کہہ دو کوئی ساقی سے کہ ہم مرتے ہیں پیاسےگر مے نہیں دے زہر ہی کا جام بلا سےkah do koī saaqī se ki ham marte haiñ pyāsegar mai nahīñ de zahr hī kā jaam balā seالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
جو کچھ ہے سو ہے اس کے تغافل کی شکایتقاصد سے ہے تکرار نہ جھگڑا ہے صبا سےjo kuchh hai so hai us ke taġhāful kī shikāyatqāsid se hai takrār na jhagḌā hai sabā seالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ہے وصل تو تقدیر کے ہاتھ اے شہ خوباںیاں ہیں تو فقط تیری محبت کے ہیں پیاسےhai vasl to taqdīr ke haath ai shah-e-ḳhūbāñyaañ haiñ to faqat terī mohabbat ke haiñ pyāseالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
پیاسے ترے سرگشتہ ہیں جو راہ طلب میںہونٹوں کو وہ کرتے نہیں تر آب بقا سےpyāse tire sar-gashta haiñ jo rāh-e-talab meñhoñToñ ko vo karte nahīñ tar āb-e-baqā seالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
طبیب عشق نے دیکھا مجھے تو فرمایاترا مرض ہے فقط آرزو کی بے نیشیTabeeb-e-Ishq Ne Dekha Mujhe To FarmayaTera Marz Hai Faqat Arzoo Ki Be-Naishiعلامہ اقبالAllama Iqbal
حسرت ہے اس کے دیکھنے کی دل میں بے قیاساغلب کہ میری آنکھیں رہیں باز میرے بعدhasrat hai is ke dekhne kī dil meñ be-qayāsaġhlab ki merī āñkheñ raheñ baaz mere ba.adمیر تقی میرMir Taqi Mir