ناؤ بھر کر جہاں ڈبونی تھیعقل کو ناخدا کیا تو نےnaav bhar kar jahāñ Dubonī thīaql ko nāḳhudā kiyā tū neDuniyaالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
دل کو درد آشنا کیا تو نےدرد دل کو دوا کیا تو نےdil ko dard-āshnā kiyā tū nedard-e-dil ko davā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
طبع انساں کو دی سرشت وفاخاک کو کیمیا کیا تو نےtab-e-insāñ ko dī sirisht-e-vafāḳhaak ko kīmiyā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
وصل جاناں محال ٹھہرایاقتل عاشق روا کیا تو نےvasl-e-jānāñ muhāl Thahrāyāqatl-e-āshiq ravā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
تھا نہ جز غم بساط عاشق میںغم کو راحت فزا کیا تو نےthā na juz ġham bisāt-e-āshiq meñġham ko rāhat-fazā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
روشن تو وہ ہوتی ہے، جہاں بیں نہیں ہوتیجس آنکھ کے پردوں میں نہیں ہے نگہ پاکRoshan To Woh Hoti Hai, Jahan Been Nahin HotiJis Ankh Ke Pardon Mein Nahin Hai Nigah-E-Pakعلامہ اقبالAllama Iqbal