جب دیا راہرو کو ذوق طلبسعی کو نارسا کیا تو نےjab diyā rāh-rau ko zauq-e-talabsa.ī ko nā-rasā kiyā tū neIntezarالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
دل کو درد آشنا کیا تو نےدرد دل کو دوا کیا تو نےdil ko dard-āshnā kiyā tū nedard-e-dil ko davā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
طبع انساں کو دی سرشت وفاخاک کو کیمیا کیا تو نےtab-e-insāñ ko dī sirisht-e-vafāḳhaak ko kīmiyā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
وصل جاناں محال ٹھہرایاقتل عاشق روا کیا تو نےvasl-e-jānāñ muhāl Thahrāyāqatl-e-āshiq ravā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
تھا نہ جز غم بساط عاشق میںغم کو راحت فزا کیا تو نےthā na juz ġham bisāt-e-āshiq meñġham ko rāhat-fazā kiyā tū neالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
نظر میں ہے ہماری جادۂ راہ فنا غالبکہ یہ شیرازہ ہے عالم کے اجزائے پریشاں کاnazar meñ hai hamārī jāda-e-rāh-e-fanā 'ġhālib'ki ye shīrāza hai aalam ke ajzā-e-pareshāñ kāمرزا غالبMirza Ghalib
خصومت تھی سلطانی و راہبی میںکہ وہ سربلندی ہے یہ سربزیریKhusoomat (Dushmani) Thi Sultani-o-Rahbi MeinKe Woh Sarbulandi Hai, Ye Sar-Bazairiعلامہ اقبالAllama Iqbal