دیکھتے ہیں کہ پہنچتی ہے وہاں کون سی راہکعبہ و دیر سے کچھ ہم کو سروکار نہیںdekhte haiñ ki pahuñchtī hai vahāñ kaun sī raahka.aba o dair se kuchh ham ko sarokār nahīñKhudaIntezarالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
غم فرقت ہی میں مرنا ہو تو دشوار نہیںشادی وصل بھی عاشق کو سزاوار نہیںġham-e-furqat hī meñ marnā ho to dushvār nahīñshādi-e-vasl bhī āshiq ko sazā-vār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
خوبروئی کے لیے زشتیٔ خو بھی ہے ضرورسچ تو یہ ہے کہ کوئی تجھ سا طرح دار نہیںḳhūb-rūī ke liye zishtī-e-ḳhū bhī hai zarūrsach to ye hai ki koī tujh sā tarah-dār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
قول دینے میں تامل نہ قسم سے انکارہم کو سچا نظر آتا کوئی اقرار نہیںqaul dene meñ ta.ammul na qasam se inkārham ko sachchā nazar aatā koī iqrār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
کل خرابات میں اک گوشہ سے آتی تھی صدادل میں سب کچھ ہے مگر رخصت گفتار نہیںkal ḳharābāt meñ ik goshe se aatī thī sadādil meñ sab kuchh hai magar ruḳhsat-e-guftār nahīñالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
خدا کے عاشق تو ہیں ہزاروں بنوں میں پھرتے ہیں مارے مارےمیں اس کا بندہ بنوں گا جس کو خدا کے بندوں سے پیار ہوگاḳhudā ke āshiq to haiñ hazāroñ banoñ meñ phirte haiñ maare maaremaiñ us kā banda banūñgā jis ko ḳhudā ke bandoñ se pyaar hogāعلامہ اقبالAllama Iqbal
غالب خدا کرے کہ سوار سمند نازدیکھوں علی بہادر عالی گہر کو میں'ġhālib' ḳhudā kare ki savār-e-samand-e-nāzdekhūñ alī bahādur-e-ālī-guhar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib