چڑھتی ہے جب فقر کی سان پہ تیغ خودیایک سپاہی کی ضرب کرتی ہے کار سپاہCharhti Hai Jab Faqr Ki Saan Pe Taeg-e-KhudiAik Sipahi Ki Zarb Karti Hai Kaar-e-SipahKhudiعلامہ اقبالAllama Iqbal
فقر کے ہیں معجزات تاج و سریر و سپاہفقر ہے میروں کا میر ، فقر ہے شاہوں کا شاہFaqr Ke Hain Muajazaat Taaj-o-Sareer-o-SipahFaqr Hai Meeron Ka Meer, Faqr Hai Shahon Ka Shahعلامہ اقبالAllama Iqbal
علم کا مقصود ہے پاکی عقل و خردفقر کا مقصود ہے عفت قلب و نگاہIlm Ka Maqsood Hai Paki-e-Aqal-o-KhiradFaqr Ka Maqsood Hai Iffat-e-Qalb-o-Nigahعلامہ اقبالAllama Iqbal
علم فقیہ و حکیم ، فقر مسیح و کلیمعلم ہے جویائے راہ ، فقر ہے دانائے راہIlm Faqeer-o-Hakeem, Faqr Maseeh-o-KaleemIlm Hai Jooya’ay Rah, Faqr Hai Danye Rahعلامہ اقبالAllama Iqbal
فقر مقام نظر ، علم مقام خبرفقر میں مستی ثواب ، علم میں مستی گناہFaqr Maqam-e-Nazar, Ilm Maqam-e-KhabarFaqr Mein Masti Sawab, Ilm Mein Masti Gunahعلامہ اقبالAllama Iqbal
اسے صبح ازل انکار کی جرأت ہوئی کیوں کرمجھے معلوم کیا وہ رازداں تیرا ہے یا میراuse sub.h-e-azal inkār kī jur.at huī kyūñkarmujhe mālūm kyā vo rāz-dāñ terā hai yā merāعلامہ اقبالAllama Iqbal
جاں داد گاں کا حوصلہ فرصت گداز ہےیاں عرصۂ طپیدن بسمل نہیں رہاjāñ-dād-gāñ kā hausla fursat-gudāz haiyaañ arsa-e-tapīdan-e-bismil nahīñ rahāمرزا غالبMirza Ghalib
برق کم حوصلہ ہے ہم بھی تودل کو بے قرار رکھتے ہیںbarq kam-hausla hai ham bhī todil ko be-qarār rakhte haiñمیر تقی میرMir Taqi Mir