حاجت نہیں اے خطہ گل شرح و بیاں کیتصویر ہمارے دل پر خوں کی ہے لالہHajat Nahin Ae Khitta’ay Gul Sharah-O-Bayan KiTasveer Humare Dil-E-Purkhoon Ki Hai LalahBaharعلامہ اقبالAllama Iqbal
تقدیر ہے اک نام مکافات عمل کادیتے ہیں یہ پیغام خدایان ہمالہTaqdeer Hai Ek Naam Makafat-E-Amal KaDete Hain Ye Pegham Khudayan-E-Hamalaعلامہ اقبالAllama Iqbal
سرما کی ہواؤں میں ہے عریاں بدن اس کادیتا ہے ہنر جس کا امیروں کو دوشالہSarma Ki Hawaon Mein Hai Uryan Badan Uss KaDeta Hai Hunar Jis Ameeron Ko Doshalaعلامہ اقبالAllama Iqbal
امید نہ رکھ دولت دنیا سے وفا کیرم اس کی طبیعت میں ہے مانند غزالہUmeed Na Rakh Doulat-E-Dunya Se Wafa KiRam Uss Ki Tabiyat Mein Hai Manind-E-Ghazalaعلامہ اقبالAllama Iqbal
جب اس رخ پر نور کا جلوہ نظر آیاکعبہ نظر آیا نہ کلیسا نظر آیاjab us ruḳh-e-pur-nūr kā jalva nazar aayāka.aba nazar aayā na kalīsā nazar aayāجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
صبح موج نسیم گلشن کونفس جاں فزا دیا تو نےsub.h mauj nasīm gulshan konafas-e-jāñ-fazā diyā tū neداغؔ دہلویDagh Dehlvi
باغ پا کر خفقانی یہ ڈراتا ہے مجھےسایۂ شاخ گل افعی نظر آتا ہے مجھےbaaġh pā kar ḳhafaqānī ye Darātā hai mujhesāya-e-shāḳh-e-gul af.ī nazar aatā hai mujheمرزا غالبMirza Ghalib
شبنم کی طرح پھولوں پہ رو اور چمن سے چلاس باغ میں قیام کا سودا بھی چھوڑ دےshabnam kī tarah phūloñ pe ro aur chaman se chalis baaġh meñ qayām kā saudā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal