سوداگری نہیں یہ عبادت خدا کی ہےاے بے خبر جزا کی تمنا بھی چھوڑ دےsaudā-garī nahīñ ye ibādat ḳhudā kī haiai be-ḳhabar jazā kī tamannā bhī chhoḌ deUmeedKhudaعلامہ اقبالAllama Iqbal
مجنوں نے شہر چھوڑا تو صحرا بھی چھوڑ دےنظارے کی ہوس ہو تو لیلی بھی چھوڑ دےmajnūñ ne shahr chhoḌā to sahrā bhī chhoḌ denazzāre kī havas ho to lailā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
واعظ کمال ترک سے ملتی ہے یاں مراددنیا جو چھوڑ دی ہے تو عقبی بھی چھوڑ دےvaa.iz kamāl-e-tark se miltī hai yaañ murādduniyā jo chhoḌ dī hai to uqbā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
تقلید کی روش سے تو بہتر ہے خودکشیرستہ بھی ڈھونڈ خضر کا سودا بھی چھوڑ دےtaqlīd kī ravish se to behtar hai ḳhud-kushīrasta bhī DhūñD ḳhizr kā saudā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
مانند خامہ تیری زباں پر ہے حرف غیربیگانہ شے پہ نازش بے جا بھی چھوڑ دےmānind-e-ḳhāma terī zabāñ par hai harf-e-ġhairbegāna shai pe nāzish-e-bejā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
طبیب عشق نے دیکھا مجھے تو فرمایاترا مرض ہے فقط آرزو کی بے نیشیTabeeb-e-Ishq Ne Dekha Mujhe To FarmayaTera Marz Hai Faqat Arzoo Ki Be-Naishiعلامہ اقبالAllama Iqbal
حسرت ہے اس کے دیکھنے کی دل میں بے قیاساغلب کہ میری آنکھیں رہیں باز میرے بعدhasrat hai is ke dekhne kī dil meñ be-qayāsaġhlab ki merī āñkheñ raheñ baaz mere ba.adمیر تقی میرMir Taqi Mir