اچھا ہے دل کے ساتھ رہے پاسبان عقللیکن کبھی کبھی اسے تنہا بھی چھوڑ دےachchhā hai dil ke saath rahe pāsbān-e-aqllekin kabhī kabhī ise tanhā bhī chhoḌ deTanhaiعلامہ اقبالAllama Iqbal
مجنوں نے شہر چھوڑا تو صحرا بھی چھوڑ دےنظارے کی ہوس ہو تو لیلی بھی چھوڑ دےmajnūñ ne shahr chhoḌā to sahrā bhī chhoḌ denazzāre kī havas ho to lailā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
واعظ کمال ترک سے ملتی ہے یاں مراددنیا جو چھوڑ دی ہے تو عقبی بھی چھوڑ دےvaa.iz kamāl-e-tark se miltī hai yaañ murādduniyā jo chhoḌ dī hai to uqbā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
تقلید کی روش سے تو بہتر ہے خودکشیرستہ بھی ڈھونڈ خضر کا سودا بھی چھوڑ دےtaqlīd kī ravish se to behtar hai ḳhud-kushīrasta bhī DhūñD ḳhizr kā saudā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
مانند خامہ تیری زباں پر ہے حرف غیربیگانہ شے پہ نازش بے جا بھی چھوڑ دےmānind-e-ḳhāma terī zabāñ par hai harf-e-ġhairbegāna shai pe nāzish-e-bejā bhī chhoḌ deعلامہ اقبالAllama Iqbal
غوطہ زن دریاے خاموشی میں ہے موج ہواہاں ، مگر اک دور سے آتی ہے آواز دراGhota Zan Daryae Khamoshi Mein Hai Mouj-e-HawaHaan, Magar Ek Door Se Ati Hai Awaz E Draعلامہ اقبالAllama Iqbal