تہی زندگی سے نہیں یہ فضائیںیہاں سیکڑوں کارواں اور بھی ہیںtahī zindagī se nahīñ ye fazā.eñyahāñ saikḌoñ kārvāñ aur bhī haiñZindagiعلامہ اقبالAllama Iqbal
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیںابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیںsitāroñ se aage jahāñ aur bhī haiñabhī ishq ke imtihāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
قناعت نہ کر عالم رنگ و بو پرچمن اور بھی آشیاں اور بھی ہیںqanā.at na kar ālam-e-rañg-o-bū parchaman aur bhī āshiyāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
اگر کھو گیا اک نشیمن تو کیا غممقامات آہ و فغاں اور بھی ہیںagar kho gayā ik nasheman to kyā ġhammaqāmāt-e-āh-o-fuġhāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیراترے سامنے آسماں اور بھی ہیںtū shāhīñ hai parvāz hai kaam terātire sāmne āsmāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
یوں زندگی گزار رہا ہوں ترے بغیرجیسے کوئی گناہ کئے جا رہا ہوں میںyuuñ zindagī guzār rahā huuñ tire baġhairjaise koī gunāh kiye jā rahā huuñ maiñجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
کیا عشق ایک زندگی مستعار کاکیا عشق پائدار سے ناپائدار کاKya Ishq Aik Zindagi-e-Mastaar KaKya Ishq Paidar Se Na-Paidar Kaعلامہ اقبالAllama Iqbal
عشق سے طبیعت نے زیست کا مزا پایادرد کی دوا پائی درد بے دوا پایاishq se tabī.at ne ziist kā mazā paayādard kī davā paa.ī dard-e-be-davā paayāمرزا غالبMirza Ghalib