اگر کھو گیا اک نشیمن تو کیا غممقامات آہ و فغاں اور بھی ہیںagar kho gayā ik nasheman to kyā ġhammaqāmāt-e-āh-o-fuġhāñ aur bhī haiñGhamعلامہ اقبالAllama Iqbal
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیںابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیںsitāroñ se aage jahāñ aur bhī haiñabhī ishq ke imtihāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
تہی زندگی سے نہیں یہ فضائیںیہاں سیکڑوں کارواں اور بھی ہیںtahī zindagī se nahīñ ye fazā.eñyahāñ saikḌoñ kārvāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
قناعت نہ کر عالم رنگ و بو پرچمن اور بھی آشیاں اور بھی ہیںqanā.at na kar ālam-e-rañg-o-bū parchaman aur bhī āshiyāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیراترے سامنے آسماں اور بھی ہیںtū shāhīñ hai parvāz hai kaam terātire sāmne āsmāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal