قناعت نہ کر عالم رنگ و بو پرچمن اور بھی آشیاں اور بھی ہیںqanā.at na kar ālam-e-rañg-o-bū parchaman aur bhī āshiyāñ aur bhī haiñBaharعلامہ اقبالAllama Iqbal
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیںابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیںsitāroñ se aage jahāñ aur bhī haiñabhī ishq ke imtihāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
تہی زندگی سے نہیں یہ فضائیںیہاں سیکڑوں کارواں اور بھی ہیںtahī zindagī se nahīñ ye fazā.eñyahāñ saikḌoñ kārvāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
اگر کھو گیا اک نشیمن تو کیا غممقامات آہ و فغاں اور بھی ہیںagar kho gayā ik nasheman to kyā ġhammaqāmāt-e-āh-o-fuġhāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیراترے سامنے آسماں اور بھی ہیںtū shāhīñ hai parvāz hai kaam terātire sāmne āsmāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
پھول میرے کوں اگر پھول کہوں بھولے سیںپھول کوں پھول کے پھولوں میں سماناں مشکلسراج اورنگ آبادیSiraj Aurangabadi
لطافت بے کثافت جلوہ پیدا کر نہیں سکتیچمن زنگار ہے آئینۂ باد بہاری کاlatāfat be-kasāfat jalva paidā kar nahīñ saktīchaman zañgār hai ā.īna-e-bād-e-bahārī kāمرزا غالبMirza Ghalib