ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیںابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیںsitāroñ se aage jahāñ aur bhī haiñabhī ishq ke imtihāñ aur bhī haiñIshqDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
تہی زندگی سے نہیں یہ فضائیںیہاں سیکڑوں کارواں اور بھی ہیںtahī zindagī se nahīñ ye fazā.eñyahāñ saikḌoñ kārvāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
قناعت نہ کر عالم رنگ و بو پرچمن اور بھی آشیاں اور بھی ہیںqanā.at na kar ālam-e-rañg-o-bū parchaman aur bhī āshiyāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
اگر کھو گیا اک نشیمن تو کیا غممقامات آہ و فغاں اور بھی ہیںagar kho gayā ik nasheman to kyā ġhammaqāmāt-e-āh-o-fuġhāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیراترے سامنے آسماں اور بھی ہیںtū shāhīñ hai parvāz hai kaam terātire sāmne āsmāñ aur bhī haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
وہ دل کہاں ہے اب کہ جسے پیار کیجیےمجبوریاں ہیں ساتھ دئیے جا رہا ہوں میںvo dil kahāñ hai ab ki jise pyaar kījiyemajbūriyāñ haiñ saath diye jā rahā huuñ maiñجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
جیوں سراج اس شمع رو پر دل کوں ہے ملنے کا شوقفرض عین عاشقی سیں اب ادا ہو جائے گاسراج اورنگ آبادیSiraj Aurangabadi
ہمارے ساتھ ہی پیدا ہوا ہے عشق اے ناصحجدائی کس طرح سے ہو جدا توام بھی ہوتے ہیںhamāre saath hī paidā huā hai ishq ai nāsehjudā.ī kis tarah se ho judā tavām bhī hote haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi