اسکندر و چنگیز کے ہاتھوں سے جہاں میںسو بار ہوئی حضرت انساں کی قبا چاکIskandar-o-Changaiz Ke Hathon Se Jahan MeinSou Bar Huwi Hazrat-e-Insan Ki Qaba ChaakDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
تاریخ امم کا یہ پیام ازلی ہے'،صاحب نظراں! نشہ قوت ہے خطرناکTareekh-e-Ummam Ka Ye Payam -e-Azali Hai‘Sahib Nazaran ! Nasha-e-Quwwat Hai Khatarnaak’علامہ اقبالAllama Iqbal
اس سیل سبک سیر و زمیں گیر کے آگےعقل و نظر و علم و ہنر ہیں خس و خاشاکIss Seel-E-Subaq Sair-o-Zameengeer Ke AgayAqal-o-Nazar-o-Ilm-o-Hunar Hain Khs-o-Khashakعلامہ اقبالAllama Iqbal
لا دیں ہو تو ہے زہر ہلاہل سے بھی بڑھ کرہو دیں کی حفاظت میں تو ہر زہر کا تریاکLa-Deen Ho To Hai Zahr-E-Halahil Se Bhi Barh KarHo Deen Ki Hifazat Mein To Har Zehr Ka Tiryaakعلامہ اقبالAllama Iqbal
تجھے تو وعدۂ دیدار ہم سے کرنا تھایہ کیا کیا کہ جہاں کو امیدوار کیاtujhe to vāda-e-dīdār ham se karnā thāye kyā kiyā ki jahāñ ko umīd-vār kiyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدا کی یاد میں محویت دل بادشاہی ہےمگر آساں نہیں ہے ساری دنیا کو بھلا دیناḳhudā kī yaad meñ mahviyat-e-dil bādshāhī haimagar āsāñ nahīñ hai saarī duniyā ko bhulā denāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi