اس کی نفرت بھی عمیق ، اس کی محبت بھی عمیققہر بھی اس کا ہے اللہ کے بندوں پہ شفیقUss Ki Nafrat Bhi Umeeq, Uss Ki Muhabbat Bhi UmeeqQeher Bhi Uss Ka Hai Allah Ke Bandon Pe ShafeeqIshqKhudaعلامہ اقبالAllama Iqbal
پرورش پاتا ہے تقلید کی تاریکی میںہے مگر اس کی طبیعت کا تقاضا تخلیقParwarish Pata Hai Taqleed Ki Tareeki MeinHai Magar Uss Ki Tabiat Ka Taqaza Takhleeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
انجمن میں بھی میسر رہی خلوت اس کوشمع محفل کی طرح سب سے جدا ، سب کا رفیقAnjuman Mein Bhi Mayassar Rahi Khalwat Uss KoShama-e-Mehfil Ki Tarah Sub Se Judda, Sub Ka Rafeeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
مثل خورشید سحر فکر کی تابانی میںبات میں سادہ و آزادہ، معانی میں دقیقMisl-e-Khursheed-e-Sehar Fikr Ki Tabani MeinBaat Mein Sada-o-Azadah, Ma’aani Mein Daqeeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
اس کا انداز نظر اپنے زمانے سے جدااس کے احوال سے محرم نہیں پیران طریقUss Ka Andaz-e-Nazar Apne Zamane Se JuddaUss Ke Ahwal Se Mehram Nahin Peeran-e-Tareeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
عشق کی تیغ جگردار اڑا لی کس نےعلم کے ہاتھ میں خالی ہے نیام اے ساقیishq kī teġh-e-jigar-dār uḌā lī kis neilm ke haath meñ ḳhālī hai niyām ai saaqīعلامہ اقبالAllama Iqbal
اپنے حدود سے نہ بڑھے کوئی عشق میںجو ذرہ جس جگہ ہے وہیں آفتاب ہےapne hudūd se na baḌhe koī ishq meñjo zarra jis jagah hai vahīñ āftāb haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi