اس کا انداز نظر اپنے زمانے سے جدااس کے احوال سے محرم نہیں پیران طریقUss Ka Andaz-e-Nazar Apne Zamane Se JuddaUss Ke Ahwal Se Mehram Nahin Peeran-e-TareeqJudaiDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
اس کی نفرت بھی عمیق ، اس کی محبت بھی عمیققہر بھی اس کا ہے اللہ کے بندوں پہ شفیقUss Ki Nafrat Bhi Umeeq, Uss Ki Muhabbat Bhi UmeeqQeher Bhi Uss Ka Hai Allah Ke Bandon Pe Shafeeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
پرورش پاتا ہے تقلید کی تاریکی میںہے مگر اس کی طبیعت کا تقاضا تخلیقParwarish Pata Hai Taqleed Ki Tareeki MeinHai Magar Uss Ki Tabiat Ka Taqaza Takhleeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
انجمن میں بھی میسر رہی خلوت اس کوشمع محفل کی طرح سب سے جدا ، سب کا رفیقAnjuman Mein Bhi Mayassar Rahi Khalwat Uss KoShama-e-Mehfil Ki Tarah Sub Se Judda, Sub Ka Rafeeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
مثل خورشید سحر فکر کی تابانی میںبات میں سادہ و آزادہ، معانی میں دقیقMisl-e-Khursheed-e-Sehar Fikr Ki Tabani MeinBaat Mein Sada-o-Azadah, Ma’aani Mein Daqeeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
بولی کہ مجھے رخصت تنویر عطا ہوجب تک نہ ہو مشرق کا ہر اک ذرہ جہاں تابBoli Ke Mujhe Rukhsat-e-Tanveer Atta HoJab Tak Na Ho Mashriq Ka Har Ek Zarra Jahan Taabعلامہ اقبالAllama Iqbal