انجمن میں بھی میسر رہی خلوت اس کوشمع محفل کی طرح سب سے جدا ، سب کا رفیقAnjuman Mein Bhi Mayassar Rahi Khalwat Uss KoShama-e-Mehfil Ki Tarah Sub Se Judda, Sub Ka RafeeqJudaiDostiRaatعلامہ اقبالAllama Iqbal
اس کی نفرت بھی عمیق ، اس کی محبت بھی عمیققہر بھی اس کا ہے اللہ کے بندوں پہ شفیقUss Ki Nafrat Bhi Umeeq, Uss Ki Muhabbat Bhi UmeeqQeher Bhi Uss Ka Hai Allah Ke Bandon Pe Shafeeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
پرورش پاتا ہے تقلید کی تاریکی میںہے مگر اس کی طبیعت کا تقاضا تخلیقParwarish Pata Hai Taqleed Ki Tareeki MeinHai Magar Uss Ki Tabiat Ka Taqaza Takhleeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
مثل خورشید سحر فکر کی تابانی میںبات میں سادہ و آزادہ، معانی میں دقیقMisl-e-Khursheed-e-Sehar Fikr Ki Tabani MeinBaat Mein Sada-o-Azadah, Ma’aani Mein Daqeeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
اس کا انداز نظر اپنے زمانے سے جدااس کے احوال سے محرم نہیں پیران طریقUss Ka Andaz-e-Nazar Apne Zamane Se JuddaUss Ke Ahwal Se Mehram Nahin Peeran-e-Tareeqعلامہ اقبالAllama Iqbal
آغوش گل کشودہ براۓ وداع ہےاے عندلیب چل کہ چلے دن بہار کےāġhosh-e-gul kushūda barā-e-vidā haiai andalīb chal ki chale din bahār keمرزا غالبMirza Ghalib