اسی امید پر ہم طالبان درد جیتے ہیںخوشا درد دے کہ تیرا اور درد لا دوا ہوگاisī ummīd par ham tālibān-e-dard jiite haiñḳhoshā dard de ki terā aur dard-e-lā-davā hogāGhamUmeedZindagiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
تجھی سے ابتدا ہے تو ہی اک دن انتہا ہوگاصدائے ساز ہوگی اور نہ ساز بے صدا ہوگاtujhī se ibtidā hai tū hī ik din intihā hogāsadā-e-sāz hogī aur na sāz-e-be-sadā hogāجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
ہمیں معلوم ہے ہم سے سنو محشر میں کیا ہوگاسب اس کو دیکھتے ہوں گے وہ ہم کو دیکھتا ہوگاhameñ ma.alūm hai ham se suno mahshar meñ kyā hogāsab us ko dekhte hoñge vo ham ko dekhtā hogāجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
سر محشر ہم ایسے عاصیوں کا اور کیا ہوگادر جنت نہ وا ہوگا در رحمت تو وا ہوگاsar-e-mahshar ham aise āsiyoñ kā aur kyā hogādar-e-jannat na vā hogā dar-e-rahmat to vā hogāجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
جہنم ہو کہ جنت جو بھی ہوگا فیصلہ ہوگایہ کیا کم ہے ہمارا اور ان کا سامنا ہوگاjahannam ho ki jannat jo bhī hogā faisla hogāye kyā kam hai hamārā aur un kā sāmnā hogāجگر مرادآبادیJigar Moradabadi