کوئی خواہاں نہیں محبت کاتو کہے جنس ناروا ہے عشقkoī ḳhvāhāñ nahīñ mohabbat kātū kahe jins-e-nā-ravā hai ishqIshqمیر تقی میرMir Taqi Mir
کیا کہوں تم سے میں کہ کیا ہے عشقجان کا روگ ہے بلا ہے عشقkyā kahūñ tum se maiñ ki kyā hai ishqjaan kā rog hai balā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
عشق ہی عشق ہے جہاں دیکھوسارے عالم میں بھر رہا ہے عشقishq hī ishq hai jahāñ dekhosaare aalam meñ bhar rahā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
عشق ہے طرز و طور عشق کے تئیںکہیں بندہ کہیں خدا ہے عشقishq hai tarz o taur ishq ke ta.iiñkahīñ banda kahīñ ḳhudā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
عشق معشوق عشق عاشق ہےیعنی اپنا ہی مبتلا ہے عشقishq ma.ashūq ishq āshiq haiya.anī apnā hī mubtalā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
کھینچ لے اول ہی سے دل کی عنان اختیارتو نے گر اے عاشق دلگیر پھر کھینچی تو کیاkhīñch le avval hī se dil kī inān-e-iḳhtiyārtū ne gar ai āshiq-e-dil-gīr phir khīñchī to kyāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پس مرگ ان پر کھلا حال الفتگئی لے کے روح اپنی پیغام دل کاpas-e-marg un par khulā hāl-e-ulfatga.ī le ke ruuh apnī paiġhām dil kāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
کیا تجھ عشق نے عالم کوں مجنوںمجھے تجھ رشک لیلی کی قسم ہےkiyā tujh ishq ne aalam kuuñ majnūñmujhe tujh rashk-e-lailā kī qasam haiولی دکنیWali Dakani
بہت چین سے دن گزرتے ہیں حالیکوئی فتنہ برپا ہوا چاہتا ہےbahut chain se din guzarte haiñ 'hālī'koī fitna barpā huā chāhtā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali