تمہارے لب کے لب جام نے لیے بوسےلب اپنے کاٹا کیا میں نہ کامیاب ہواtumhāre lab ke lab-e-jām ne liye boselab apne kaaTā kiyā maiñ na kāmyāb huāMai-kadaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جگر کے ٹکڑے ہوئے جل کے دل کباب ہوایہ عشق جان کو میرے کوئی عذاب ہواjigar ke TukḌe hue jal ke dil kabāb huāye ishq jaan ko mere koī azaab huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیا جو قتل مجھے تم نے خوب کام کیاکہ میں عذاب سے چھوٹا تمہیں ثواب ہواkiyā jo qatl mujhe tum ne ḳhuub kaam kiyāki maiñ azaab se chhūTā tumheñ savāb huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کبھی تو شیفتہ اس نے کہا کبھی شیداغرض کہ روز نیا اک مجھے خطاب ہواkabhī to shefta us ne kahā kabhī shaidāġharaz ki roz nayā ik mujhe ḳhitāb huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پیوں نہ رشک سے خوں کیونکہ دم بہ دم اپناکہ ساتھ غیر کے وہ آج ہم شراب ہواpiyūñ na rashk se ḳhuuñ kyūñki dam-ba-dam apnāki saath ġhair ke vo aaj ham-sharāb huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پیوں شراب اگر خم بھی دیکھ لوں دو چاریہ شیشہ و قدح و کوزہ و سبو کیا ہےpiyūñ sharāb agar ḳhum bhī dekh luuñ do-chārye shīsha o qadah o kuuza o subū kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
نہ اٹھا پھر کوئی رومی عجم کے لالہ زاروں سےوہی آب و گل ایراں ، وہی تبریز ہے ساقیNa Utha Phir Koi Rumi Ajam Ke Lala-Zaaron SeWohi Aab-o-Gill-e-Iran, Wohi Tabraiz Hai Saqiعلامہ اقبالAllama Iqbal