جن کو یکتائی کا دعوی تھا وہ مثل آئینہان کو حیرت ہے کہ پیدا دوسرا کیونکر ہواjin ko yaktā.ī kā da.avā thā vo misl-e-ā.īnaun ko hairat hai ki paidā dūsrā kyūñkar huāHusnبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیا کہوں دل مائل زلف دوتا کیونکر ہوایہ بھلا چنگا گرفتار بلا کیونکر ہواkyā kahūñ dil mā.il-e-zulf-e-dotā kyūñkar huāye bhalā chañgā giraftār-e-balā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جن کو محراب عبادت ہو خم ابروئے یاران کا کعبے میں کہو سجدہ ادا کیونکر ہواjin ko mehrāb-e-ibādat ho ḳham-e-abrū-e-yārun kā kaabe meñ kaho sajda adā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دیدۂ حیراں ہمارا تھا تمہارے زیر پاہم کو حیرت ہے کہ پیدا نقش پا کیونکر ہواdīda-e-hairāñ hamārā thā tumhāre zer-e-pāham ko hairat hai ki paidā naqsh-e-pā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نامہ بر خط دے کے اس نو خط کو تو نے کیا کہاکیا خطا تجھ سے ہوئی اور وہ خفا کیونکر ہواnāma-bar ḳhat de ke us nau-ḳhat ko tū ne kyā kahākyā ḳhatā tujh se huī aur vo ḳhafā kyūñkar huāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
رہا بلا میں بھی میں مبتلائے آفت رشکبلائے جاں ہے ادا تیری اک جہاں کے لیےrahā balā meñ bhī maiñ mubtala-e-āfat-e-rashkbalā-e-jāñ hai adā terī ik jahāñ ke liyeمرزا غالبMirza Ghalib
نگاہیں تاک میں رہتی تھیں لیکن کیمیاگر کیوہ اس نسخے کو بڑھ کر جانتا تھا اسم اعظم سےNigahain Taak Mein Rehti Then Lekin Keemiya-Gar KiWoh Iss Nuskhe Ko Barh Kar Janta Tha Ism-e-Azam Seعلامہ اقبالAllama Iqbal