ہم اپنا عشق چمکائیں تم اپنا حسن چمکاؤکہ حیراں دیکھ کر عالم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوham apnā ishq chamkā.eñ tum apnā husn chamkāoki hairāñ dekh kar aalam hameñ bhī ho tumheñ bhī hoIshqHusnبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
محبت چاہیے باہم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوخوشی ہو اس میں یا ہو غم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوmohabbat chāhiye bāham hameñ bhī ho tumheñ bhī hoḳhushī ho is meñ yā ho ġham hameñ bhī ho tumheñ bhī hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
غنیمت تم اسے سمجھو کہ اس خم خانہ میں یارونصیب اک دم دل خرم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوġhanīmat tum ise samjho ki is ḳhum-ḳhāne meñ yaaronasīb ik-dam dil-e-ḳhurram hameñ bhī ho tumheñ bhī hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دلاؤ حضرت دل تم نہ یاد خط سبز اس کاکہیں ایسا نہ ہو یہ سم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوdilāo hazrat-e-dil tum na yād-e-ḳhat-e-sabz us kākahīñ aisā na ho ye sam hameñ bhī ho tumheñ bhī hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہمیشہ چاہتا ہے دل کہ مل کر کیجے مے نوشیمیسر جام مے جم جم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوhamesha chāhtā hai dil ki mil kar kiije mai-noshīmayassar jām-e-mai-e-jam-jam hameñ bhī ho tumheñ bhī hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
تلوار کا دھنی تھا ، شجاعت میں فرد تھاپاکیزگی میں ، جوش محبت میں فرد تھاTalwar Ka Dhani Tha, Shujaat Mein Fard ThaPakeezgi Mein, Josh-e-Mohabbat Mein Fard Thaعلامہ اقبالAllama Iqbal