شمیم زلف ہو اس کی تو ہو فرحت مرے دل کوصبا ہووے گا مشک چیں کی خوشبوئی سے کیا حاصلshamīm-e-zulf ho us kī to ho farhat mire dil kosabā hovegā mushk-chīñ kī ḳhushbūī se kyā hāsilMautHusnبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ دو دشنام ہم کو اتنی بد خوئی سے کیا حاصلتمہیں دینا ہی ہوگا بوسہ خم روئی سے کیا حاصلna do dushnām ham ko itnī bad-ḳhūī se kyā hāsiltumheñ denā hī hogā bosa ḳham-rūī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل آزاری نے تیری کر دیا بالکل مجھے بیدلنہ کر اب میری دل جوئی کہ دل جوئی سے کیا حاصلdil-āzārī ne terī kar diyā bilkul mujhe be-dilna kar ab merī dil-jūī ki dil-jūī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ جب تک چاک ہو دل پھانس کب دل کی نکلتی ہےجہاں ہو کام خنجر کا وہاں سوئی سے کیا حاصلna jab tak chaak ho dil phāñs kab dil kī nikaltī haijahāñ ho kaam ḳhanjar kā vahāñ suuī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
برائی یا بھلائی گو ہے اپنے واسطے لیکنکسی کو کیوں کہیں ہم بد کہ بد گوئی سے کیا حاصلburā.ī yā bhalā.ī go hai apne vāste lekinkisī ko kyuuñ kaheñ ham bad ki bad-gūī se kyā hāsilبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ضعف سے اے گریہ کچھ باقی مرے تن میں نہیںرنگ ہو کر اڑ گیا جو خوں کہ دامن میں نہیںzof se ai girya kuchh baaqī mire tan meñ nahīñrañg ho kar uḌ gayā jo ḳhuuñ ki dāman meñ nahīñمرزا غالبMirza Ghalib
مرے اشعار اے اقبال کیوں پیارے نہ ہوں مجھ کومرے ٹوٹے ہوئے دل کے یہ دردانگیز نالے ہیںmire ash.ār ai 'iqbāl' kyuuñ pyāre na hoñ mujh komire TuuTe hue dil ke ye dard-añgez naale haiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہم رہروان راہ فنا دیر رہ چکےوقفہ بسان صبح کوئی دم بہت ہے یاںham rah-ravān-e-rāh-e-fanā der rah chukevaqfa bisān-e-sub.h koī dam bahut hai yaañمیر تقی میرMir Taqi Mir