غنیمت جان جو دم گزرے کیفیت سے گلشن میںدئے جا ساقیٔ پیماں شکن بھر بھر کے پیماناġhanīmat jaan jo dam guzre kaifiyat se gulshan meñdiye jā sāqī-e-paimāñ-shikan bhar bhar ke paimānāMai-kadaBaharبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ درویشوں کا خرقہ چاہیئے نہ تاج شاہانامجھے تو ہوش دے اتنا رہوں میں تجھ پہ دیواناna durveshoñ kā ḳhirqa chāhiye na tāj-e-shāhānāmujhe to hosh de itnā rahūñ maiñ tujh pe dīvānāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کتابوں میں دھرا ہے کیا بہت لکھ لکھ کے دھو ڈالیںہمارے دل پہ نقش کالجحر ہے تیرا فرماناkitāboñ meñ dharā hai kyā bahut likh likh ke dho Dālīñhamāre dil pe naqsh-e-kal-hajr hai terā farmānāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نہ دیکھا وہ کہیں جلوہ جو دیکھا خانۂ دل میںبہت مسجد میں سر مارا بہت سا ڈھونڈا بت خاناna dekhā vo kahīñ jalva jo dekhā ḳhāna-e-dil meñbahut masjid meñ sar maarā bahut sā DhūñDā but-ḳhānāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کچھ ایسا ہو کہ جس سے منزل مقصود کو پہنچوںطریق پارسائی ہووے یا ہو راہ رنداناkuchh aisā ho ki jis se manzil-e-maqsūd ko pahuñchūñtarīq-e-pārsā.ī hove yā ho rāh-e-rindānāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جو بادہ کش تھے پرانے، وہ اٹھتے جاتے ہیں!کہیں سے آب بقائے دوام لے ساقیJo Badah Kash The Purane, Woh Uthte Jate HainKaheen Se Aab-e-Baqaye Dawam Le Saqi!علامہ اقبالAllama Iqbal