نازاں نہ ہو منعم کہ جہاں تیرا محل ہےہووے گی یہاں پہلے بھی تعمیر کسی کیnāzāñ na ho mun.im ki jahāñ terā mahal haihovegī yahāñ pahle bhī ta.amīr kisī kīHusnDuniyaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہے دل کو جو یاد آئی فلک پیر کسی کیآنکھوں کے تلے پھرتی ہے تصویر کسی کیhai dil ko jo yaad aa.ī falak-e-pīr kisī kīāñkhoñ ke tale phirtī hai tasvīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گریہ بھی ہے نالہ بھی ہے اور آہ و فغاں بھیپر دل میں ہوئی اس کے نہ تاثیر کسی کیgirya bhī hai naala bhī hai aur āh-o-fuġhāñ bhīpar dil meñ huī us ke na tāsīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہاتھ آئے ہے کیا خاک ترے خاک کف پاجب تک کہ نہ قسمت میں ہو اکسیر کسی کیhaath aa.e hai kyā ḳhaak tire ḳhāk-e-kaf-e-pājab tak ki na qismat meñ ho iksīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یارو وہ ہے بگڑا ہوا باتیں نہ بناؤکچھ پیش نہیں جانے کی تقریر کسی کیyaaro vo hai bigḌā huā bāteñ na banāokuchh pesh nahīñ jaane kī taqrīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نیند سیں کھل گئیں مری آنکھیں سو دیکھا یار کوںیا اندھارا اس قدر تھا یا اجالا ہو گیاسراج اورنگ آبادیSiraj Aurangabadi
شرر بن کے رہتی ہے انساں کے دل میںوہ ہے نور مطلق کی آنکھوں کا تاراSharar Ban Ke Rehti Hai Insan Ke Dil MeinWoh Hai Noor-e-Mutliq Ki Ankhon Ka Taraعلامہ اقبالAllama Iqbal