گریہ بھی ہے نالہ بھی ہے اور آہ و فغاں بھیپر دل میں ہوئی اس کے نہ تاثیر کسی کیgirya bhī hai naala bhī hai aur āh-o-fuġhāñ bhīpar dil meñ huī us ke na tāsīr kisī kīGhamبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہے دل کو جو یاد آئی فلک پیر کسی کیآنکھوں کے تلے پھرتی ہے تصویر کسی کیhai dil ko jo yaad aa.ī falak-e-pīr kisī kīāñkhoñ ke tale phirtī hai tasvīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہاتھ آئے ہے کیا خاک ترے خاک کف پاجب تک کہ نہ قسمت میں ہو اکسیر کسی کیhaath aa.e hai kyā ḳhaak tire ḳhāk-e-kaf-e-pājab tak ki na qismat meñ ho iksīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یارو وہ ہے بگڑا ہوا باتیں نہ بناؤکچھ پیش نہیں جانے کی تقریر کسی کیyaaro vo hai bigḌā huā bāteñ na banāokuchh pesh nahīñ jaane kī taqrīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نازاں نہ ہو منعم کہ جہاں تیرا محل ہےہووے گی یہاں پہلے بھی تعمیر کسی کیnāzāñ na ho mun.im ki jahāñ terā mahal haihovegī yahāñ pahle bhī ta.amīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جنہیں کہئے عشق کی وسعتیں جو ہیں خاص حسن کی عظمتیںیہ اسی کے قلب سے پوچھئے جسے فخر ہو غم یار پرjinheñ kahiye ishq kī vus.ateñ jo haiñ ḳhaas husn kī azmateñye usī ke qalb se pūchhiye jise faḳhr ho ġham-e-yār parجگر مرادآبادیJigar Moradabadi