میری گرہ دل نہ کھلی ہے نہ کھلے گیجب تک نہ کھلے زلف گرہ گیر کسی کیmerī girah-e-dil na khulī hai na khulegījab tak na khule zulf-e-girah-gīr kisī kīHusnبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہے دل کو جو یاد آئی فلک پیر کسی کیآنکھوں کے تلے پھرتی ہے تصویر کسی کیhai dil ko jo yaad aa.ī falak-e-pīr kisī kīāñkhoñ ke tale phirtī hai tasvīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گریہ بھی ہے نالہ بھی ہے اور آہ و فغاں بھیپر دل میں ہوئی اس کے نہ تاثیر کسی کیgirya bhī hai naala bhī hai aur āh-o-fuġhāñ bhīpar dil meñ huī us ke na tāsīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہاتھ آئے ہے کیا خاک ترے خاک کف پاجب تک کہ نہ قسمت میں ہو اکسیر کسی کیhaath aa.e hai kyā ḳhaak tire ḳhāk-e-kaf-e-pājab tak ki na qismat meñ ho iksīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یارو وہ ہے بگڑا ہوا باتیں نہ بناؤکچھ پیش نہیں جانے کی تقریر کسی کیyaaro vo hai bigḌā huā bāteñ na banāokuchh pesh nahīñ jaane kī taqrīr kisī kīبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
رہا بلا میں بھی میں مبتلائے آفت رشکبلائے جاں ہے ادا تیری اک جہاں کے لیےrahā balā meñ bhī maiñ mubtala-e-āfat-e-rashkbalā-e-jāñ hai adā terī ik jahāñ ke liyeمرزا غالبMirza Ghalib
نگاہیں تاک میں رہتی تھیں لیکن کیمیاگر کیوہ اس نسخے کو بڑھ کر جانتا تھا اسم اعظم سےNigahain Taak Mein Rehti Then Lekin Keemiya-Gar KiWoh Iss Nuskhe Ko Barh Kar Janta Tha Ism-e-Azam Seعلامہ اقبالAllama Iqbal